





Tera Gora Gora Gaal Humko Ek Dum Pasand Hai - Shamshad, G.M. Durrani - Gumashta 1951 - K Dutta - Raja Mehndi Ali Khan
GMD: Tumhra Gora Gora Gaal, Aa Aa Aa La La Lal La
Shamshad: Teri Nazar To Mere Gore Mukhde Par Nisaar Hai, Lekin, Pati Hamaara Kehta hai (Hum Ekdum Ganwaar Hai)2
GMD: Munna, Gadha Hai, Arre Bewakoof Hai, Kahaan Hai Woh Khabar Loon Us Manhoos Beimaan Ki,
Bhala Gadha Kya Jaane Qadr Zaafraan Ki ... Oho
(Tumhaara Yeh Khayaal)2 Humko Ekdum Pasand Hai, Ekdum Pasand Hai Sahab Are Haan Re haan
(Tumhaara Intekaal)2 Humko Ekdum Pasand Hai, Ekdum Pasand
Tumhare Gore Gore Gaal, Pa Pa Pa Pa Pum
Tera Gora Gora Gaal Humko Ekdum Pasand Hai
Haan Munna, Tera Honth Laal Laal Humko (Ekdum Pasand hai)2
Tumhare Gore Gore Gaal Pa Pa Pa Pum
This is such a fabulous hidden gem. I am extremely thankful to Shri M.L. Kapur ji for sharing it.
I really wonder how the video might be like? A married woman with her wannabe lover and are they planning a murder in the end!!
















Comments
RSS feed for comments to this post.