Translate Page
You are Visitor Number

Lo Bari ... Lo Main Laayi Suiyaan - Mr Sampath(1952)
This song is a lovely satire on people in the world. It is written by Pt Indra with J.S. Kashyap and music is by Balkrishna Kalla.
Here are the lyrics which are still relevant in their satire. Only Shamshad ji could have sung it like this!
Lo Bari Laavano Laari Oh Mari Lubaaiya
Sombari Lagariya Labariya Ni Aa
Rambai Gari O Lagiya
(Haye Ni Lo Bagri Aa Ma)2
O Ragriyo Ni Baaluyi Rubaashi Kaaya
Haaye Ni Lo Badri Aama
Haaye Ni Lo Badri Lo badri lo badri Aama
Lo Main Laayi Suiyaan Chaaku Kainchi Chhuriyaan
Aayi Kabul Se Yahaan Lo Main Laayi Suiyaan
(Yeh Kainchiyaan To Katrengi Moonchhen Jawaan Ki)2
Aur Dil Mein Chhed Kar Dengi Suiyaan Zubaan Ki

(Yeh Hain Swadeshi bhakt inki shaan dekhiye)2
khaddar ke neeche reshmi baniyaan dekhiye

(O Seth ji Kya Ho Gaya Kyun Kar Udaas Hain)2
Diwaliye Hain Aap Par Paise To Paas Hain

(Yeh Vaidh ji Sab Rog Ek Pudiya se Bhagaate)2
Badhti Hui Abaadi Ko Duniya Su Utthaate

(Taveez De Ke Sabko Banaate Ho Tum Ameer)2
Ae Bhai, Ae Bhai Kyun Tum Apni Banaate Nahi Taqdeer

(Parvaah Nahi Yeh Class Mein Napaas Ho Gaye)2
Cigarette Peene Mein To Yeh Ustaad Ho Gaye

(Kisne Kaha Prohibition Nakaamyaab hai)2
kuppi hai gangajal ki par andar sharaab hai

(Hadtaal Kara Ke Leader ji to door ho gaye)2
kya gham maren mazdoor woh mashhoor ho gaye

Rambai Gari O Logiya

Here's the video with T.R. Rajkumari in it:-